OTHER PAGE

Friday, January 21, 2011

Is Tanha dil ko kaun samjhaye....
woh kambhakt dard rah rah ke vaapas aata hai....!!
Main har baar samet ta hun yaadon ko apne dil me....
Fir vahi dard uthta hai..aur sab bikhar jata hai...!!

Fir har subah tujhe dhundhta hun main apni zindagi mein...
Fir har raat ye baat yaad dilati hai tu chhod chuka hai mujhe...!!

Main teri yaadon ko zinda rakhta hun apne dil mein...
Aur fir har raat teri yaad aakar Maar jati hai mujhe...!!
One day I will be dead
& after that I will never make you Sad….
Then you will never be able to see me
& you will never feel bad…!!

I will be lost some where in the Sky…
Life will become easier to you as you will never listen again my Cry..!!

I will sleep Alone forever in my Graveyard …
With some dead dreams & sad tears in my Dry Heart …!!

With me, your sadness will also disappear forever ….
Then my voice will die … & that u will never hear …!!

Then I will never come back to you …..
In Last I will gift – A very happy new Life to you …!!

1.Hamari to umer guzri h teri chahat me
Tu is aag me na jale to acha hai
Barso se thi Dua k tu mere sath ho
Kehta hu k ab samne na aye to acha hai..

2.Woh kaunsa lamha tha jo gujar gaya
Ek lamha kya gujra, ek zamana gujar gaya
Zindagi toh khatm ho gayi, lekin maut na aayi
Ek pal mein hi mera fasana gujar gaya...

3.Tumhe ab bhool hi jaye to acha hai
Ye fasle Or B barh jaye to acha hai
Tumhari chahate humko nahi hasil
To ab gair hi ban jaye to accha hai...

Chup si zindagi hai meri… gum sab raaste hain…
Khud ka kuch pata nahi…. Bas yaad teri baaten hain….
Andhera hai har jagah…. Sannate me kahin kho gaye tere sab vaade hain…
Tu dekh ke mera haal ro padega….
Main laash hun ek benaam aur kuch sisakti saanso ki awaajen hain…!!
kal mila tha safar me ek ajnabi yun hi ....
jana to tha vahin jahan manjil thi meri...
fir na jane kyun beech raah me utar gya vo.....
kuch leke to na gya sang apne....
par kuch bhool gya hai paas mere....
shayad kuch lamhe hain vo.... kuch kahe to kuch unkahe hain vo...
kuch bhooli bisri yaadein hain... kuch pyaar bhari baaten hain....!!
kuch sapne hain jo dekhe the usne kisi aur ki aankhon se...
kuch kahaniyan jo sonata tha vo mujhe anjaan raston pe …..
aansu hain jo gire the mere daaman pe uski aankhon se chalak kar….
Vo khushbu hai saanson me…jo di thi usne gale mil kar….
Kuch ruswaiyaan thi uski ….. kuch shikayaten thi meri…
Kuch vaade the uske… Kuch Mannaten thi meri…!!
Sab yahin chhod gya hai….. Jane vo kyun mujhse mooh mod gya hai…
jane kaisa hoga vo in sab ke bina…
Shayad adhura sa… ya fir akela tanha….
Musafir tha kashti ka…. Kinara dekh kar utar gya….
Ab raah takna bhi shayad theek nahi ….
Koi vada thode hi kiya tha usne lautne ka…!!
Par shayad mujhpar uska karj baki hai abhi….
Isliy seene me bhi dard baki hai abhi…………………!!
Likhi hai yeh ghazal sirf tere liye
Deewane bane bhi to sirf tere liye

Kisi ko nahin dekheingi ab yeh aankhein
Nazrein tarseingi bhi to sirf tere liye

Her saans mein yaad kareinge tujhe
Ye saans nikle gi bhi to sirf tere liye

Her pyar se pyare lagte ho tum mujhe
Maine pyar seekha bhi to sirf tere liye......
Meri jaan sochta hoon main
Agar tum mil na paaye to
Tumhaari yaad ko dill se Bhala kaise bhulaaon ga !
Jo mousam sang tere beetey
unhain kaise bhulaaon ga !
Andheri raat main jugnubhala kaise jalaoon ga !
meri jaan sochta hoon mainTumhain kaise bhulaaon ga !
Likha jo naam hai dill per Use kaise mitaaoon ga !
Jo aadhi um’r jeeni hai
Wo main kaise bitaaon ga !
Meri jaan main poora toot jaoonga...